आज गए हम भागवत कथा सुनने और हमने पाया श्री हरि का प्रसाद@socialkomalvlogs #bhagwatkathakavlogs
social Komal
0:00 / 0:00
आज गए हम भागवत कथा सुनने और हमने पाया श्री हरि का प्रसाद@socialkomalvlogs #bhagwatkathakavlogs
33 просмотра · 2 недели назад
social Komal
208 подписчиков
33 просмотра · 2 недели назад
Aaj ke is vlog mein maine aapko dikhaya hai ki kaise hum apne mayke gaye hain Bhagwat Saptah sunane ke liye. Wahan ka mahol, katha ki sundar jhalak, bheed, aur bacchon ki pyari masti aap sabke sath share ki hai.
Bhagwat ke agle din Bhandara tha, lekin wahan video nahi bana paayi. Isliye ghar par jo Prasad dene log aaye aur hum jo Prasad sath lekar aaye the, wahi sab aapko is video mein dekhne ko milega. Ummeed hai aapko ye vlog pasand aayega.
Agar video achhi lage toh Like aur Channel ko Subscribe zaroor karein! 🙏❤@socialkomalvlogs
#BhagwatKatha #MaykaVlog #FamilyVlog #DailyVlog #DesiVlog #IndianVlogger #BhagwatSaptahvlog #KomalVlogsbharatpurrajasthan