Перейти к содержимому

Navratri Ka Asli Matlab Kya Hai? | Navratri Ka Mahatva | Maa Durga | Hindi Short Film

Scene_Pehle_Films

0:00 / 0:00

Navratri Ka Asli Matlab Kya Hai? | Navratri Ka Mahatva | Maa Durga | Hindi Short Film

609 просмотров · 2 нед. назад
Scene_Pehle_Films
96 подписчиков
609 просмотров · 2 нед. назад
Navratri sirf Maa Durga ki pooja aur vrat ke nau din nahi hain… Ye khud ko dekhne, apne vicharon ko samajhne aur apne antarman ko swachh karne ka bhi samay hai. 🙏✨ Is kahani mein Sharda apne bachchon ko samjhati hain ki Navratri mein pooja, safai, vrat aur diya jalane ke peeche kya arth chhupa hai. 🌺 Navratri mein safai kyun ki jaati hai? 🌺 Vrat ka asli matlab kya hai? 🌺 Diya humein kya seekh deta hai? 🌺 Navratri ka asli uddeshya kya hai? 🌺 Maa Durga ki pooja ke saath humein apne andar kya badalna chahiye? Ek chhoti si family story ke through Navratri ke in sawalon ke jawab jaanne ki koshish. 🙏 Maa Durga sabke jeevan mein shakti, shanti aur positivity laayein. Video pasand aaye to Like, Comment aur Subscribe zaroor karein. ❤️ #Navratri #NavratriKaMahatva #MaaDurga #NavratriSpecial #HindiShortFilm