Jab Nabi Kareem Ne Apne Chacha Ki Bakriyan Charayin | Nabi E Kareem Ka Bachpan Ka Waqia.
Mr. Shaid Rafiq
0:00 / 0:00
Jab Nabi Kareem Ne Apne Chacha Ki Bakriyan Charayin | Nabi E Kareem Ka Bachpan Ka Waqia.
35 просмотров · 1 ч назад
Mr. Shaid Rafiq
7,62 тыс. подписчиков
35 просмотров · 1 ч назад
Jab Nabi Kareem Ne Apne Chacha Ki Bakriyan Charayin | Nabi E Kareem Ka Bachpan Ka Waqia By Tariq Jamil
Assalam-o-Alaikum Dosto!
Aaj ki is video mein hum aapke liye lekar aaye hain Nabi E Kareem Hazrat Muhammad ﷺ ke bachpan ka ek nihayat hi khoobsurat aur imaan afroz waqia, jab Aap ﷺ apne chacha (Hazrat Abu Talib) ki bakriyan charaya karte the.
Maulana Tariq Jamil ke bohot hi khubsoorat aur dil ko choo lene wale andaz mein suniye ke kis tarah ALLAH ke Mahboob ﷺ ne bachpan mein hi sabr, shafqat aur amanatdari ki aisi misaal qaim ki jis ne aane wali insaniyat ki taqdeer badal di.
Agar aapko ye video pasand aaye to isey Like zaroor karein, apne doston aur ghar walon ke sath Share karein, aur mazeed islami waqiat aur bayanat ke liye hamare channel ko Subscribe karna mat bhooliye ga.
JazakALLAH Khair!
NabiKaBachpan #MaulanaTariqJamil #IslamicWaqia #HazoorKaBachpan #TariqJamilBayan #ProphetStories #EmotionalBayan #UrduBayan