Перейти к содержимому

Hum Lakh Chupaye Pyaar Magar | 8K Video Song | रोनित रॉय के सदाबहार लव सॉन्ग्स | 90s Romantic Songs

8K Superhit Gaane

0:00 / 0:00

Hum Lakh Chupaye Pyaar Magar | 8K Video Song | रोनित रॉय के सदाबहार लव सॉन्ग्स | 90s Romantic Songs

7 415 просмотров · 6 ч назад
8K Superhit Gaane
98,5 тыс. подписчиков
7 415 просмотров · 6 ч назад
Song: Hum Lakh Chupaye Pyaar Magar Singer: Kumar Sanu, Asha Bhosle Movie: Jaan Tere Naam (1992) Cast: Ronit Roy, Farheen Music By: Nadeem Shravan Lyrics: ham lakh chhupaye pyar magar ham lakh chhupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega lekin chhup chhup ke milne se lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega ham lakh chhupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega ham lakh chhupaye pyar magar tum kitne bhole bhale ho har baat ko khel samajhte ho mai jab duniya ki kehti hu tum apne dil ki kehte ho yeh pyar hamara rab jane yeh pyar hamara rab jane jane kya rang layega lekin chhup chhup ke milne se lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega ham lakh chhupaye pyar magar yeh mast hawa mehki yeh fija aankho me nasha sa chhata hai ik rang khushi ka aata hai ik rang khushi ka jata hai yeh mitha mitha dard mujhe yeh mitha mitha dard mujhe din raat yu hi tadpayega lekin chhup chhup ke milne se lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega ham lakh chhupaye pyar magar tum in baaho ke ghere me aankhe band karke so jao kal kya hoga yeh bhul ke tum mithe sapno me kho jao mai rakhwala iss tan man ka mai rakhwala iss tan man ka jo hoga dekha jayega lekin chhup chhup ke milne se lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega ham lakh chhupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega lekin chhup chhup ke milne se milne ka maja toh aayega #8ksongs #kumarsanu #ashabhosle #hindisongs #ronitroy #bollywoodsongs