Перейти к содержимому

Ratu Talab bahut ganda hai chhat puja kaise hoga Ratu Ranchi

vinay kumar singh 1

0:00 / 0:00

Ratu Talab bahut ganda hai chhat puja kaise hoga Ratu Ranchi

47 просмотров · 8 дн. назад
vinay kumar singh 1
34 подписчика
47 просмотров · 8 дн. назад
Ratu talab bahut Ganda Hai chhath Puja kaise hoga yah talab Raja Ghar Ke Purab side mein hai are bahut Lamba chauda mein hai yahan chhath Puja mein kafi bheed hota Hai yah talab Ranchi Ratu Thana Ke antargat aata Hai yahan chhath Puja mein lakhon ka bheed mein hamare mataen bahane chhath Puja ka vrat rakhti hai doston Mera channel ka naam Vinay Kumar Singh 1 hai ek Chhota Sa prayas humne Kiya Hai taki talab ka Safai Ho jaaye aur yahan per jitni Puja paath karne wale log Hain sabko Anand Aaye Ratu Ranchi Raja Ghar Ke samne talab hai iske just samne mein function Park bhi hai aur water park bhi hai yahan Rath Mela mein kafi log ghumne ke liye aate Hain aur Sham sham ko yahan per samne mein ghumne mein aur bhi achcha lagta hai samne mein ek Mandir bhi yahan per hai Jo yahan ka aakarshak aur banaa deta hai