{ Day-8 } GAADI SEIZED! 💔 Sab Kuch Khatam?🥺 #debtfreejourney #90dayschallenge #myreallife #vlogs
sahujiivlogs
0:00 / 0:00
{ Day-8 } GAADI SEIZED! 💔 Sab Kuch Khatam?🥺 #debtfreejourney #90dayschallenge #myreallife #vlogs
17 просмотров · 7 дн. назад
sahujiivlogs
146 подписчиков
17 просмотров · 7 дн. назад
Day 8: Gadi bhi le gaye, ab kya hoga? 💔
Aaj ka din mere liye sabse bada jhatka tha. Recovery agents ne aakhirkar gaadi seize kar hi li. Jab body pehle se weak thi aur health kharab thi, tab ye sab handle karna bohot mushkil ho gaya. Mehnat poori chal rahi thi, par kismat aur halaat ne ek aur bada test le liya hai.
Abhi bhi ₹1,24,721 ka karz (debt) sir par baaki hai, aur challenge ka kya hoga, yeh mujhe khud nahi pata. Kya ye is 90-Days Debt-Free Challenge ka ant hai, ya koi naya rasta nikalega?
Video ko poora dekhna, samajh aayega ki ek aam ladka kaise ground reality se lad raha hai. Support karte raho bhaiyon, zaroorat hai ab sabki. 🙏