Chandani Raat - Ankk ( Offical Music Audio )
ANKK
0:00 / 0:00
Chandani Raat - Ankk ( Offical Music Audio )
360 просмотров · 13 дней назад
ANKK
202 подписчика
360 просмотров · 13 дней назад
Chandani Raat - Ankk ( Offical Music Audio )
Song Credits -
Song Name - Chandani Raat
Lyrics - Ankk
Composer - Ankk
Presented by - Ankk
Language - Hindi
Release - 16/10/2026
Follow Me On Instagram -
https://www.instagram.com/ankk.025?ig...
Lyrics -
Ikk chandani raat mein , tujhe aasma mein mai lekr chalu
Uss chand se hai behtar koi , uss chand ko mai bata hi du
Ikk chandani raat mein , tujhe aasma mein mai lekr chalu
Dikha kar ye noor tera , uska guroor mita du
Godh mein mere tu rakh le sarr , zulfein teri mai sehla du
Ab dil ki hi sununga mai , ye mann ko mere samjha du
Ek baar izazat tu de de mujhe mai aankhon mein teri khudko basa lu
Meri iss kahani mein...., kirdaar tera kuch khaas hai
Jo baithi ho tum pass mein...., ye haqikat hai ya bas ek khwab hai
Ikk chandani raat mein , tujhe aasma mein mai lekr chalu
Uss chand se hai behtar koi , uss chand ko mai bata hi du
Aankhon se meri , jo tu khudko dekhegi
Phir jaanegi , ki tu kitni hai hasee
Jab zulfein teri , mujhko hai chooti
Meri jaan nikalti , jab sharmake tu hasti
Tu haath thaam le mera...., zamaane se dur mai lekr chalu
Nazar na lage tujhe , mai kaala teeka laga hi du...
Ikk chandani raat mein , tujhe aasma mein mai lekr chalu
Uss chand se hai behtar koi , uss chand ko mai bata hi du
Ikk chandani raat mein , tujhe aasma mein mai lekr chalu
Dikha kar ye noor tera, uska guroor mita du...
#originalsong #originalmusic #chandaniraat #indiemusic #indiepop #love #soulfulmusic #songs #music #ankk