Перейти к содержимому

Two Sides Of The Same Coin

Samosa XD

0:00 / 0:00

Two Sides Of The Same Coin

964 просмотра · 7 дн. назад
Samosa XD
287 подписчиков
964 просмотра · 7 дн. назад
pichli video pe ek comment aaya. "bhai nahi degi." teen shabd. aur poori soch samajh aa gayi. is desh mein humne maan liya hai ki mard ki nazar badal nahi sakti. ek natural cheez hai, jaise baarish. aur jab tum ye maan lete ho — toh badalna kise padta hai? aurat ko. is video mein maine baat ki hai un rules ki jo sirf ek taraf bante hain, un do dharmon ki jo ek doosre ko nahi maante par solution ek hi nikaalte hain, aur us nazar ki jisko kabhi badalne ko nahi bola gaya. ye video kisi ek dharam ke against nahi hai. ghunghat ho ya hijab — sawaal ek hi hai. kya usse kabhi poocha gaya tha? 0:00 - "bhai nahi degi" 0:52 - ladkiyon ki list. ladkon ki khaali. 1:09 - do dharam, ek hi solution 1:32 - ghunghat kiske saamne hota hai? 2:11 - item number aur double standard 2:38 - wahi aadmi, do ghante ke andar 3:28 - agar protection hai toh saza kyun? 4:15 - dupatte ki lambai naapne wale 4:50 - uska sharir ek problem ban jaata hai 6:00 - chhupao bhi, aur achhi bhi dikho 6:45 - toh choice kya hai? comment mein batana tumhe kya lagta hai. main padhta hoon sab. #womenrights #ghunghat #hijab #india