Rajauli ki sabse badi Jaware puja + Budhe Baba ka chamatkar!
NEW INFLUENCER
0:00 / 0:00
Rajauli ki sabse badi Jaware puja + Budhe Baba ka chamatkar!
35 просмотров · 11 дней назад
NEW INFLUENCER
31 подписчик
35 просмотров · 11 дней назад
Dosto, is vlog mein maine aapko dikhaya hai hamara Rakshabandhan ka special din! 🎉 Is video mein hum gaye the Rajauli jwaare sirwaane, aur sath hi aapko Shekhpur ke prasiddh Budhe Baba ke darshan bhi karwaye hain. Yeh din hamare liye behad khaas aur paawan raha.
Agar aapko yeh gaon ki sanskriti aur hamara yeh special vlog pasand aaye, toh video ko ek like zaroor karein aur channel ko subscribe karna na bhulein! ❤️
📍 Location: Rajauli & Shekhpur (Kanpur Dehat)
✨ Special Moments:
Rakshabandhan Celebration
Jwaare Sirwaane in Rajauli
Budhe Baba Ke Darshan
#NewInfluencer #RakshabandhanVlog #JwareSirwane #BudheBaba #VillageLife #ShekhpurVlogs #Vlog19 #FamilyVlog #DesiVlog