Our First Karwa Chauth🥹😍🌑 #himanshusachdeva #dailyvlog #karwachauth
Himanshu Sachdeva
0:00 / 0:00
Our First Karwa Chauth🥹😍🌑 #himanshusachdeva #dailyvlog #karwachauth
4 746 просмотров · 8 дн. назад
Himanshu Sachdeva
117 тыс. подписчиков
4 746 просмотров · 8 дн. назад
Our First Karwa Chauth🥹😍🌑❤️
Aaj ka din hum dono ke liye bahut hi special tha, kyunki Shivani aur mera ye pehla Karwa Chauth tha 🥹❤️✨ Is din ko aur bhi special banane ke liye humne saath mein pooja ki, Karwa Chauth ki saari rasmein nibhayi aur ek dusre ke saath bahut saare beautiful moments spend kiye 🫶🏻🥰
Shaadi se pehle ka ye special Karwa Chauth humari life ki ek bahut hi pyaari memory ban gaya hai ❤️ Nazar na lage humare pyaar ko 🧿🫂 Har saal aise hi saath mein khushiyan celebrate karte rahein! 🥹💖
Aap sabko bhi Karwa Chauth ki bahut bahut shubhkamnayein! 🙏🏻❤️
Video ko end tak zaroor dekhna aur comment karke batana ki aapko humara pehla Karwa Chauth kaisa laga! 😍❤️
#himanshusachdeva #dailyvlog #karwachauth #himshivi #couplevlog #firstkarwachauth #karwachauthspecial #love #couplegoals #indianvlogger