BSP Me Ambulance Aur Fire Brigade 😱🔥।। Mujhe Laga Kuch Ho Gaya 😂
yo_daddu_vlogs
0:00 / 0:00
BSP Me Ambulance Aur Fire Brigade 😱🔥।। Mujhe Laga Kuch Ho Gaya 😂
14 просмотров · 13 дн. назад
yo_daddu_vlogs
128 подписчиков
14 просмотров · 13 дн. назад
Bhai aaj ke vlog mein BSP gaya tha ❤️ Lekin waha kuch der baad ambulance aur fire brigade dekhkar main bhi sochne laga ki aakhir yaha kya ho gaya! 😱🔥
Lekin jab asli baat pata chali to scene hi kuch aur nikla 😂 Waha to mock drill chal raha tha! 😅
Uske baad BSP ke itne sundar flowers dekhne ko mile ki maza hi aa gaya 🌸😍 Aur ek motor bhi nazar aayi jo lagbhag 1 saal se aisi hi padi hai 😳
Ab bhai ye poora scene dekhne ke liye vlog ko last tak dekhna ❤️
Video achha lage to LIKE 👍 SHARE ❤️ aur channel ko SUBSCRIBE kar dena 🙏
Aapka apna bhai — Yo Daddu Vlogs ❤️🔥
#BSP #DailyVlog #MockDrill #FireBrigade #YoDadduVlogs