Перейти к содержимому

Chirag Dil Ka Jalao | Mohd. Rafi | Madan Mohan | Majrooh Sultanpuri | Chirag - 1969

Sonu Nigam - UnOfficial

0:00 / 0:00

Chirag Dil Ka Jalao | Mohd. Rafi | Madan Mohan | Majrooh Sultanpuri | Chirag - 1969

89 672 просмотра · 8 л. назад
Sonu Nigam - UnOfficial
145 тыс. подписчиков
89 672 просмотра · 8 л. назад
Song Name : Chirag Dil Ka Jalao Singers : Mohd. Rafi Music : Madan Mohan Lyrics : Majrooh Sultanpuri Movie : Chirag - 1969 Mood : Sad chirag dil ka jalao bahut andhera hai chirag dil ka jalao bahut andhera hai kahi se laut ke aao bahut andhera hai chirag dil ka jalao bahut andhera hai kaha se laau vo rangat gayi baharo ki kaha se laau vo rangat gayi baharo ki tumhare sath gayi roshani nazaro ki mujhe bhi paas bulao bahut andhera hai chirag dil ka jalao bahut andhera hai sitaro tum se andhere kaha sambhalte hai sitaro tum se andhere kaha sambhalte hai unhi ke nakshe qadam se chirag jalate hai unhi ko dhundh ke laao bahut andhera hai chirag dil ka jalao bahut andhera hai kahi se laut ke aao bahut andhera hai chirag dil ka jalao bahut andhera hai bahut andhera hai, bahut andhera hai