Перейти к содержимому

Haaye Sharmaun...Apni Prem Kahaniyan | Lata Mangeshkar | Mera Gaon Mera Desh (1971) | Laxmi Chaya

Shemaroo Romantic Songs

0:00 / 0:00

Haaye Sharmaun...Apni Prem Kahaniyan | Lata Mangeshkar | Mera Gaon Mera Desh (1971) | Laxmi Chaya

38 384 794 просмотра · 1 год назад
Shemaroo Romantic Songs
3,01 млн подписчиков
38 384 794 просмотра · 1 год назад
Watch the superhit song Apni Prem Kahaniyaan from the 1971 movie Mera Gaon Mera Desh sung by Lata Mangeshkar starring Laxmi Chhaya, Dharmendra, Vinod Khanna. Haaye Sharmaun...Apni Prem Kahaniyan | Lata Mangeshkar | Mera Gaon Mera Desh (1971) | Laxmi Chaya Movie: Mera Gaon Mera Desh (1971) Song: Apni Prem Kahaniyan Starcast: Laxmi Chhaya, Dharmendra, Vinod Khanna Music Director: Laxmikant-Pyarelal Singers: Lata Mangeshkar Lyricist: Anand Bakshi #latamangeshkar #dharmendra #laxmichaya #vinodkhanna #hindigane #hindisong #hindioldsong #puranegane #oldhindisongs #oldsong #oldisgold #dancesong #bollywoodsongs #bollywoodoldhindisongs #bollywoodhindisong #bollywooddance #romanticsong #evergreenhits #evergreensongs #latamangeshkarsongs #latamangeshkarhits Song Lyrics: Haay sharmaau, oye oye haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya baalma ki, baalma ki haay tin nishaniya haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya pahali nishaani mai hu jiski diwaani pahali nishaani mai hu jiski diwaani rut jaisi tufaani aisi unki jawani rut jaisi tufaani aisi unki jawani mastaani uske aage phiki laage haay sabki jawaniya haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya kurta hai nila rang pagadi ka pila kurta hai nila rang pagadi ka pila rup uska katila aisa hai chhabila rup uska katila aisa hai chhabila, rangila chaal sharabi, rang gulaabi te akhaan mastaaniya haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya aankho ko miche dekho saanso ko khiche aankho ko miche dekho saanso ko khiche waha pipal ke niche mele me sabse pichhe waha pipal ke niche mele me sabse pichhe khada hai, nind udaye, chain churaye te kare beimaniya haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya baalma ki, baalma ki haay tin nishaniya haay sharmaau, kis kis ko bataau aise kaise mai sunaau sab ko apni prem kahaaniya, apni prem kahaaniya Pls subscribe to our channel:    / @shemaroo.romanticsongs   Follow us on: Facebook -   / shemaroofilmigaane   Twitter -   / filmigaane   Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil...