19/100 | Say Yes to 24 Hours for Vaishnavi🤣
anuu&vaishuu
0:00 / 0:00
19/100 | Say Yes to 24 Hours for Vaishnavi🤣
40 просмотров · 3 дн. назад
anuu&vaishuu
30 подписчиков
40 просмотров · 3 дн. назад
Aaj ke challenge mein maine liya Say Yes to 24 Hours for Vaishnavi! 😂❤️
Aur meri behen Vaishnavi ne toh mujhe poora pareshan hi kar diya! 🤣
Sabse pehle usne mujhe garam paani banane ko kaha, phir usi paani ko thanda karne ko bola. Uske baad pair dabane, pairon ki maalish karne aur phir dance karne ke orders dene lagi! 😭😂
Matlab Vaishnavi ne apni saari farmaaishein mujhse poori karwa li! 🤣
Dekho kaise meri behen ne mujhe poore din pareshan kiya!
Video ko end tak zaroor dekhna aur comment karke batao ki agla challenge kya hona chahiye! ❤️
Like 👍 Share ❤️ Subscribe 🔔
#AnushavisVlog #SayYesChallenge #SisterChallenge #18of100 #SisterComedy #DailyVlog #Trending #Viral