Nihal Aur Anamika Ka Hua Aamna Samna! Khulne Wala Hai Sabse Bara Raaz 😱💔 | Mann Sundar
Drama Digest TV
0:00 / 0:00
Nihal Aur Anamika Ka Hua Aamna Samna! Khulne Wala Hai Sabse Bara Raaz 😱💔 | Mann Sundar
1 701 просмотр · 3 дн. назад
Drama Digest TV
53 подписчика
1 701 просмотр · 3 дн. назад
Nihal Aur Anamika Ka Hua Aamna Samna! Khulne Wala Hai Sabse Bara Raaz 😱💔 | Mann Sundar
🔥 Mann Sundar ki kahani mein ab aane wala hai ek zabardast aur hairan kar dene wala twist!
Nihal ke samne ek saath do bari sachaiyan aa jati hain 😱. Ek taraf uska samna Ruchita ke maa-baap ki haqeeqat se hota hai, to doosri taraf achanak Anamika uske samne aa jati hai 💔. Anamika ko dekh kar Nihal ke maazi ke tamam zakhm dobara taza ho jate hain 😢.
Lekin Mann Sundar ki kahani mein asal raaz abhi khulna baqi hai 🔥. Nihal Rohan ko batata hai ke uske maa-baap ka haadsa jaan boojh kar nahi hua tha, balki uski gaari ke saath ched-chad ki gayi thi 🚗💥 aur iske peeche ek bohat bari saazish thi 😱.
Kya Rohan Nihal ki baat par yaqeen karega? 🤔
Kya Anamika ko Nihal ke saath apna maazi yaad aa jayega? 💔
Aur sabse bara sawaal — Nihal ki maa aur daadi ka is saazish mein kya haath tha? 😨
🔥 Mann Sundar mein aane wale is zabardast twist aur poori kahani ke liye video ko aakhir tak zaroor dekhein! 👀❤️
📢 Channel ko Subscribe karein 🔔 aur video ko Like 👍❤️ & Share 📲 karna na bhoolein! ✨
🙏 Aapki support hamare liye bohat qeemti hai! ❤️
#MannSundar #Nihal #Anamika #Rohan #Ruchita #MannSundarUpdate #DramaUpdate #IndianDrama #DramaStory #UpcomingTwist 🔥