Перейти к содержимому

😱 How Much Did Berseem Cost? 🌱 | Complete Farming Expenses | Village Life Vlog

Bilal Mehmood

0:00 / 0:00

😱 How Much Did Berseem Cost? 🌱 | Complete Farming Expenses | Village Life Vlog

70 просмотров · 11 дн. назад
Bilal Mehmood
137 подписчиков
70 просмотров · 11 дн. назад
🌱 Berseem Shatalay Par Kitna Kharcha Aya? | Dera Vlog Assalam-o-Alaikum Dosto! ❤️ Aaj ki video mein hum aapko apne deray ki routine aur berseem ki shatalai ke hawalay se batayenge ke is par kitna kharcha aya. 🌾🚜 Is vlog mein aapko dekhne ko milega hamari kheti bari ki routine, khet ki tayari aur gaon ki zindagi ke khoobsurat manazir. Saath hi berseem ki shatalai ke kharchay ka hisaab kitab bhi share karenge. Agar aapko village life, farming aur dera routine ki videos pasand hain to video ko LIKE karein, channel ko SUBSCRIBE karein aur apni rai comment mein zaroor batayein. ❤️ Aap sab ki mohabbat aur support ka bohat shukriya! 🌹 #Berseem #VillageLife #DeraVlog #FarmingPakistan #DesiLife #Agriculture #farming #dairyfarm #feeding