Перейти к содержимому

Kiska Rasta Dekhe (Official Lyric Video) | Kishore Kumar | Dev Anand, Hema Malini, Raakhee | Joshila

Universal Music India

0:00 / 0:00

Kiska Rasta Dekhe (Official Lyric Video) | Kishore Kumar | Dev Anand, Hema Malini, Raakhee | Joshila

176 026 просмотров · 1 год назад
Universal Music India
4,44 млн подписчиков
176 026 просмотров · 1 год назад
A hauntingly introspective melody set against the misty backdrop of Darjeeling, “Kiska Rasta Dekhe” (which means “Which road does my heart seek?”) delves into the pain of uncertainty, longing, and solitude. Sung by the legendary Kishore Kumar, composed by R.D. Burman. #KiskaRastaDekhe #KishoreKumar #DevAnand #HemaMalini #Raakhee #Joshila #RDBurman #ClassicBollywood #OldHindiSongs #EvergreenMelody #BollywoodGoldenEra #RetroSongs #BollywoodClassics #SadHindiSong Credits: Singer: Kishore Kumar Music: R. D. Burman Lyrics: Sahir Ludhianvi Movie: Joshila Starring: Dev Anand, Hema Malini Director: Yash Chopra Producer: Gulshan Rai Label: Universal Music India Lyrics: Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudayi Meelon Hai Khamoshi, Barson Hai Tanhaayi Bhuli Duniya Kabhi Ki Tujhe Bhi Mujhe Bhi Phir Kyun Aankh Bhar Aayi ho…Kiska Rasta Dekhe Aye Dil, Aye Saudayi Koi Bhi Saya Nahi Raahon Mein, Koi Bhi Aayega Na Baahon Mein Tere Liye Mere Liye Koi Nahi Ronewaala Jhutha Bhi Naata Nahi Chahon Mein, Tu Hi Kyon Dooba Rahe Aahon Mein Koi Kisi Sang Mare Aisa Nahi Honewala Koi Nahi Jo Yuhi Jahaan Mein Baante Peer Paraayi Kiska Rasta Dekhe Aye Dil, Aye Saudayi Tujhe Kya Beeti Hui Raaton Se, Mujhe Kya Khoyi Huyi Baaton Se Sej Nahi Chita Sahi Jo Bhi Mile Sona Hoga Gayi Jo Dori Chhut Haathon Se, Lena Kya Chhute Huye Saathon Se Khushi Jaha Mangi Tune Wahi Mujhe Rona Hoga Na Koi Tera, Na Koi Mera, Phir Kiski Yaad Aayi Kiska Rasta Dekhe Aye Dil, Aye Saudayi Meelon Hai Khamoshi, Barson Hai Tanhaayi Bhuli Duniya Kabhi Ki Tujhe Bhi Mujhe Bhi Phir Kyun Aankh Bhar Aay