Перейти к содержимому

Shaadi Ki Shopping Vlog: Lift Ka Darr Aur Behen Ka Crazy Mode! 🛍️ #shifavlogs

Shifa Vlogs

0:00 / 0:00

Shaadi Ki Shopping Vlog: Lift Ka Darr Aur Behen Ka Crazy Mode! 🛍️ #shifavlogs

75 просмотров · 2 нед. назад
Shifa Vlogs
17 подписчиков
75 просмотров · 2 нед. назад
Shaadi Ki Shopping Vlog: Lift Ka Darr Aur Behen Ka Crazy Mode! 🛍️ Is vlog mein hum shaadi ki shopping karne gaye the, kyunki kuch hi din baad hum shaadi mein jaane wale hain! 💃 Shopping ke dauraan hum pehli baar lift mein baithe aur sach bolun toh thoda dar gaye, kyunki mujhe lift mein chakkar aane lagte hain 😅 Aur meri behen ko itne saare kapde pasand aa gaye ki woh toh pagal hi ho gayi, uska dil kar raha tha ki saare kapde le le! 😂 To dekhiye poora vlog aur jaaniye ki shopping mein aur kya-kya masti hui. Agar aapko video pasand aaye toh like, share aur subscribe zaroor karein! ❤️ 💬 Comment mein batao: Aapne last time shaadi ki shopping kahan se ki thi? #ShaadiShopping #WeddingShopping #ShoppingVlog #FamilyVlog #SisterVlog #Vlog #HindiVlog