Перейти к содержимому

Istanbul Day 3: Hazrat Abu Ayub Ansari (R.A) Mazar to CRAZY Football Night! 🇹🇷

Hamza & Mano In UK

0:00 / 0:00

Istanbul Day 3: Hazrat Abu Ayub Ansari (R.A) Mazar to CRAZY Football Night! 🇹🇷

117 просмотров · 21 час назад
Hamza & Mano In UK
11,5 тыс. подписчиков
117 просмотров · 21 час назад
Welcome back to my Turkey Vlog series! Aaj humara Istanbul mein Day 3 hai aur yeh din bohot hi special aur adventurous raha. Humne apne din ki shuruwat Taksim Square se ki aur metro lekar haseen samundar (Golden Horn) ke kinare pahaunche jahan log fishing kar rahe the. ​Is vlog mein aap dekhenge: ​Eyüp Sultan Bazaar aur purana Ottoman Qabristan. ​Hazrat Abu Ayub Ansari (R.A) ke Mazar ki ziyarat aur Qadam Mubarak ka deedar. ​Sultan Mehmed Pasha ka tareekhi Turbe (Maqbara). ​Pierre Loti Hill ki paidal chadhai aur wahan se breathtaking views. ​Bosphorus ki thandi hawaon ke sath Ferry Ride. ​Samundar ke kinare bani khoobsoorat Ortaköy Mosque. ​Raat mein Galatasaray football team ki jeet ka crazy jashan! ​Agar aapko yeh video pasand aayi toh LIKE zaroor karein aur channel ko SUBSCRIBE karna na bhoolein taake aap aage ke safar ka bhi hissa ban sakein! #IstanbulVlog #TurkeyTrip #EyupSultan #AbuAyubAnsari #OrtakoyMosque #Galatasaray #TravelVlog #TurkeyVlogs #IstanbulDiaries