Перейти к содержимому

Hay Karbala ko basaya Hussain zindabad ہے کربلا کو بسایا حسین زندہ باد

Hazara Hussaini Centre

0:00 / 0:00

Hay Karbala ko basaya Hussain zindabad ہے کربلا کو بسایا حسین زندہ باد

12 903 просмотра · 3 года назад
Hazara Hussaini Centre
1,93 тыс. подписчиков
12 903 просмотра · 3 года назад
#hazarahussainicenter #arbaeen #matamdari #shia #hussaini #hussainzindabad #مأتم #hazara #azadar #imamhussain #nohay LYRICS Hai Karbala Ko Basaya Hussain Zindabad Mualla isko banaya, Hussain Zindabad Hussain Zindabad X3 1. Na kar sake koi mursal, Wo kaam tune kiya Sar Ambiya ne jhukaya, Hussain Zindabad 2. Naa Apne sar ko Jhukaya kisi ki baiyat par Khuda ki rah me kataya, Hussain Zindabad 3. Na bujh sakaa kisi zulmat ki tez andhi se Chirag Aisa jhalaya , Hussain Zindabad 4. Hai kehte sare mazahib Hussain sabka hai, Hai har zabaan pe aaya, Hussain Zindabad 5. Mai Teri zaat se razi hu lot k aaja, Tujhe khuda ne bulaya, Hussain Zindabad 6. Zawar karne zawari hai Karbala jate Unhe hai rab se milaya, Hussain Zindabad 7. Usule din ki khatir lutaya Ghar apna Hai haq ka rasta dikhaya, Hussain Zindabad 8. Quran ham se or ham Quran k Mazhar sina pe parh k sunaya, Hussain Zindabad