दाँतों के बीच गैप (Gap) भरने का इलाज और खर्च 🦷 | Teeth Gap Treatment in Hindi
Easy Dentistry, Dr. Harishankar Soni
0:00 / 0:00
दाँतों के बीच गैप (Gap) भरने का इलाज और खर्च 🦷 | Teeth Gap Treatment in Hindi
855 просмотров · 7 дн. назад
Easy Dentistry, Dr. Harishankar Soni
558 тыс. подписчиков
855 просмотров · 7 дн. назад
क्या आपके दाँतों के बीच भी गैप (Gap Between Teeth) है और आप सोच रहे हैं कि इसे ठीक करवाने mein kitna kharcha aur time lagega?
Is video mein Dr. Harishankar Soni aapko batayenge daant ka gap bharne ka ilaj aur kharch. Agar aapke samne wale danto me gap hai (Midline Diastema), toh use sahi karne ke kya options hain, ye sab is video me clear kiya gaya hai.
Video mein humne in topics ko cover kiya hai:
1. Composite Filling / Dental Bonding: Ek hi din me daant ka gap kaise bhare aur iska kharch (Starts from ₹1500).
2. Teeth Veneers & Dental Caps: Natural look ke liye veneers aur capping me kitna paisa lagta hai (₹3500 to ₹8000+).
3. Dental Braces & Clear Aligners: Natural tarike se 1 saal me gap kaise band karein aur iska total treatment cost.
Agar aapke ya aapke kisi dosto ke danto me gap hai, toh ye video zaroor share karein!
Easy Dentistry – Easy Way to Create Smile 😊
Hosted by: Dr. Harishankar Soni (@Drharishankarsoni)
#EasyDentistry #DrHarishankarSoni #TeethGap #GapBetweenTeeth #DantoKaGap #DentalBonding #CompositeFilling #Braces #ClearAligners #DentalTreatmentHindi