Перейти к содержимому

गांव में रहकर बत्तख पालन से 2 करोड़ का टर्नओवर | Duck Farming in India | Sucessful Young Duck Farmer

Indian Farm Rover

0:00 / 0:00

गांव में रहकर बत्तख पालन से 2 करोड़ का टर्नओवर | Duck Farming in India | Sucessful Young Duck Farmer

18 879 просмотров · 2 недели назад
Indian Farm Rover
686 тыс. подписчиков
18 879 просмотров · 2 недели назад
गांव में रहकर बत्तख पालन से 2 करोड़ का टर्नओवर | Duck Farming in India | Sucessful Young Duck Farmer About Video - Aaj ki is video mein milte hain ek sirf 25 saal ke young entrepreneur se, jinhone zero se Duck Farming yani Battakh Palan ka business start kiya aur aaj apne gaon mein rehkar is business se lagbhag ₹2 Crore ka annual turnover kar rahe hain. 🦆🔥 Jahan aaj ke bahut se young log job aur business opportunities ke liye city ki taraf jaate hain, wahin inhone apne gaon mein rehkar Duck Farming ko apna career aur successful business banaya. Sabse interesting baat ye hai ki inka farming model natural resources par based hai. Ye lease par liye gaye talab mein battakh palan karte hain aur talab mein canal yani nahar ke paani ka use karte hain. Is video mein hum dekhenge ki zero se shuru hua ye Duck Farming Business aaj ₹2 Crore annual turnover tak kaise pahucha, battakhon ki farming kaise hoti hai, feeding aur farm management kaise ki jaati hai, talab ka use kaise hota hai aur Duck Farming Ye sirf ek farming video nahi, balki ek real Duck Farming Success Story hai jo dikhati hai ki agar business ko sahi planning, hard work, farm management aur market understanding ke saath kiya jaaye, to gaon mein rehkar bhi ek bada aur profitable farming business khada kiya ja sakta hai. #duckfarming #duckfarmingbusiness #indianfarmrover