बाबू और मैंने देखा घर के सामने बंदर! 🙊😱 | Bandar Aa Gaye Ghar Ke Samne | Family Vlog Kanekera
Gajju vlogs
0:00 / 0:00
बाबू और मैंने देखा घर के सामने बंदर! 🙊😱 | Bandar Aa Gaye Ghar Ke Samne | Family Vlog Kanekera
18 просмотров · 2 нед. назад
Gajju vlogs
56 подписчиков
18 просмотров · 2 нед. назад
बाबू और मैंने देखा घर के सामने बंदर! | Bandar Vlog | Family Vlog Kanekera Mahasamund
Jai Johar Sangwari Ho! 🙏
Location: Kanekera, Mahasamund - Chhattisgarh
Dosto aaj ka din bahut interesting tha. Main aur Babu ghar ke bahar nikle to dekha hamare ghar ke samne chhat par 2 bandar baithe hue hain! Babu to dekh ke pehle dar gaya phir hasne laga. Pure gaon me bandar aaye hue the.
Is long video me aap dekhenge:
✅ Babu ki cute reaction bandar dekh kar
✅ Ghar ke samne bandar kaise aaye
✅ Gaon me bandar ki masti
✅ Family ka daily village life
Babu ko bandar pasand aaye ya nahi? Video me dekho 😍
Aapke ghar ke samne kabhi bandar aaye hain? Comment me zaroor batana 👇
🙏 Video pasand aaye to LIKE | SHARE | SUBSCRIBE zaroor karo 🙏 Babu ke liye ek