Tera Deedar Hua -- Rahat Fateh Ali Khan | Slowed + Reverb | WaveX Remix
WaveX Remix
0:00 / 0:00
Tera Deedar Hua -- Rahat Fateh Ali Khan | Slowed + Reverb | WaveX Remix
2 405 просмотров · 3 нед. назад
WaveX Remix
402 подписчика
2 405 просмотров · 3 нед. назад
Yun tera muskurana
Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua, Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inqaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua, Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inqaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat zameen pe aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Ooo..Tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat zameen pe aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Har manzar dil-nasheen hai
Tu hi tu har kahin hai
Ho.. Teri ye adaayein toh hain
saari qatilana
Tera Deedar Hua, Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inqaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Tere bina main tanha tha hardam
Hothon pe hardum thi tish-nagi
Maqsad nahi tha, sapne nahi they
Thi zindagi mein aawaargi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hai raasta hai
Ho.. mere liye tu toh jaise
Rab ka hai nazrana
Tera Deedar Hua, Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inqaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana, Aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera Deedar Hua, Pehla sa pyar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh inqaar hua
Naa hi iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko