😢 Insaaniyat Mar Gayi Kya? Sadak Par Mila Ye Dog 🐶💔
Saurabh Adhikari Vlogs
0:00 / 0:00
😢 Insaaniyat Mar Gayi Kya? Sadak Par Mila Ye Dog 🐶💔
1 127 просмотров · 3 мес. назад
Saurabh Adhikari Vlogs
4,12 тыс. подписчиков
1 127 просмотров · 3 мес. назад
Dosto, mere paas bhi 2 dogs the. Unmein se ek ko cancer ho gaya tha. Maine uska bahut ilaaj karwaya, jitna mere bas mein tha sab kiya, lekin phir bhi main use bacha nahi saka. Aaj bhi kabhi-kabhi ye baat dimaag mein aati hai ki shayad main uske liye aur kya kar sakta tha. 💔
Isi liye jab maine is dog ko is haal mein dekha, to dil toot gaya. Beemar hone ki wajah se kisi bejubaan ko sadak par chhod dena… main samajh nahi sakta ki koi aisa kaise kar sakta hai. 😔
Agar aap bhi animals se pyaar karte ho, to please is video ko share karo aur support dikhao. Main chahta hoon ki ye video zyada se zyada logon tak pahunche, aur agar iska purana malik kahin ye video dekhe, to use pata chale ki uske chhodne ke baad bhi log is dog ko kitna pyaar karte hain. ❤️🐾
Ek share aur ek comment bhi kisi bejubaan ke liye awaaz ban sakta hai. 🙏🐶