Перейти к содержимому

“Naam Pucha, Phir Maara!” 😱 Hyderabad Mein Muslim Blinkit Delivery Boy Par Hamla? MBT Ka Action

MBN Digital Media

0:00 / 0:00

“Naam Pucha, Phir Maara!” 😱 Hyderabad Mein Muslim Blinkit Delivery Boy Par Hamla? MBT Ka Action

19 303 просмотра · 15 ч назад
MBN Digital Media
877 тыс. подписчиков
19 303 просмотра · 15 ч назад
Hyderabad mein Blinkit delivery boy Habeeb Ansari ne ilzam lagaya hai ke unka naam aur mazhab maloom hone ke baad kuch logon ne unke saath marpeet ki. Unka kehna hai ke unhe dhamkaya gaya, phone toda gaya aur police mein shikayat se rokne ki koshish ki gayi. MBT ne Cyberabad Police se FIR, giraftari aur victim ki hifazat ka mutalba kiya hai. Poori tafseel is video mein dekhiye. Video pasand aaye to like, share aur subscribe zaroor karein. #HabeebAnsari #Hyderabad #Blinkit #JusticeForHabeeb #CyberabadPolice #MBT #HyderabadNews #Telangana Disclaimer: This video is based on allegations made by the victim and publicly available information. The claims are yet to be verified by authorities. We do not intend to hurt any religious or community sentiments.