छोटी सी उमर में लग गया रोग 💖🎶- Evergreen Hit Song | Lata Mangeshkar | Dilip Kumar, Saira Banu
Gaano Ka Safar
0:00 / 0:00
छोटी सी उमर में लग गया रोग 💖🎶- Evergreen Hit Song | Lata Mangeshkar | Dilip Kumar, Saira Banu
29 592 просмотра · 5 дней назад
Gaano Ka Safar
328 подписчиков
29 592 просмотра · 5 дней назад
Relive the timeless magic of “छोटी सी उमर में लग गया रोग” 💖🎶 in the soulful voice of Lata Mangeshkar. Enjoy this evergreen classic featuring Dilip Kumar and Saira Banu. 🌹✨
🎬 Movie : Bairaag (1976)
🎵 Song : Chhoti Si Umar Mein
🎤 Singer : Lata Mangeshkar
✍️ Lyrics : Anand Bakshi
🎼 Music : Kalyanji-Anandji
🎬 Director : Asit Sen
🎭 Cast : Dilip Kumar, Saira Banu, Leena Chandavarkar, Prem Chopra, Ruma Guhathakurta, Nasir Khan, Asit Sen
Lyrics - :
chhoti si umar me lag gaya rog
chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hai log
mai mar jayungi ho mai mar jayungi
chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hai log
mai mar jayungi ho mai mar jayungi
par marne se pehle, kuchh karne se pehle
le ke tera naam, tujhe badnaam
mai kar jayungi ho mai mar jayungi
ho ho
yehe kisi sahari chhori ki, prit nahi hai babu
yehe kisi sahari chhori ki, prit nahi hai babu
ek banjaran keh mataware, naino kaa hai jadu
tu naa jaa meri muskan pe, khel jayungi mai ji jan pe
chhod ungi na sath
chhod ungi na sath, aisi kya hai baat
ke mai dar jayungi ho mai mar jayungi
chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hain log
mai mar jayungi ho mai mar jayungi
par marne se pehle, kuchh karne se pehle
le ke tera naam, tujhe badnaam
mai kar jayungi ho mai mar jayungi
ho ho
kab talak rokega mera rasta laaj kaa pahra
kab talak rokega mera rasta laaj kaa pahra
yaad yeh rakhna tu sajna, yeh mera wada thehra
babul ki galiya chhod ke, aaungi chunriya odh ke
layike umang
layike umang sainya tere sang
tere ghar jayungi, ho mai mar jayungi
chhoti si umar me lag gaya rog, kehte hain log
mai mar jayungi ho mai mar jayungi
par marne se pehle, kuchh karne se pehle
le ke tera naam, tujhe badnaam
mai kar jayungi ho mai mar jayungi
#LataMangeshkar #SairaBanu #OldHindiSongs #EvergreenSongs #DilipKumar #BollywoodSongs #ClassicSongs #HindiSongs #EvergreenHits #DilipKumar