Перейти к содержимому

Mureed song the Ghazal .#song #viral #music #piano #ghazal

Protush Pal

0:00 / 0:00

Mureed song the Ghazal .#song #viral #music #piano #ghazal

25 просмотров · 2 нед. назад
Protush Pal
14 подписчиков
25 просмотров · 2 нед. назад
: MUREED : Ghazal Writter = Misbaul Hussain . Music Producer= Protush Pal (Pianist) . La-ilm, la-mazhab, kayi gunaah ke mushaahid hain hum, Qurban hain dil hamare, Bas bujhdilon ki nazar mein kafir hain hum... Sharafat zulm hai hamare liye, Aur kafila mazdoor hai nafrat ka... Kayi saare hisaab hain baaki, La-ilmi ki tadaad hai baaki, Hissa udhaar hai narak ki aag mein, Zulmiyat saari likhit hai aasmanon pe, Hum gunaahgaar hain khud ke... Saari umar guzar gayi is bulandi mein... Ki hum baadshah hain zalimon ke... Tum ho saare ummeedon ke graahak, Hum bechte hain dar ke mahal, Gumnaam ki haisiyat hai hamare.... Kismat ke maare ho tum, Gulamon ki fauj hai saare,.. Haqeeqat se pareshan hain saare.. Shifaayat ke maare hain saare, Bas do-tarfa ka khel hai saara... Hum ilmiyat ke dastoor hain, Tum mureed ho Khuda ki be-inteha mohabbat ke... Hum ek hi hain, Fark hai sirf hamari manzilon ka... Hum bhi mureed hain, tum bhi aashiq ho, Tumhari aashiqi jannat ki aur, jahannam ki aag hai muabbat hamare... Yeh dil bhi kahin kaatil hai, Kaabil hone ka ahankaar... Dard saare ek hi hain, Ghulam hain hum paapon ke... Yeh imtehaan hai hamara, Zalim hone ka saboot nahi... Tum to khud pyaare ho Khuda ke, Sitaare hain tumhare hisse me......