100+ साल की दादी से मिला ❤️ | Chakradharpur का ऐतिहासिक Durga Puja Visarjan
Rk fitness Stories
0:00 / 0:00
100+ साल की दादी से मिला ❤️ | Chakradharpur का ऐतिहासिक Durga Puja Visarjan
33 просмотра · 8 дн. назад
Rk fitness Stories
74 подписчика
33 просмотра · 8 дн. назад
Teeno Maa Ka Aashirwad Ek Saath! ❤️🙏 | Chakradharpur Aitihasik Visarjan vlog me aap sabhi ka swagat hai!
Dosto, aaj ka ye din mere liye bohot hi zyada special aur emotional raha. Is baar Chakradharpur ki aitihasik aur bhavya Durga Puja ke dhoom-dham se darshan karne ke saath-saath, mujhe ek hi din me apni teeno maa—meri pyari dadi maa, meri maa, aur saksat Durga Maa—se ek saath milne aur unka aashirwad lene ka saubhagya mila. 🥺❤️
Chakradharpur ka Visarjan (Durga Visarjan) dhoom, mashal (torches), aur bhari bhid ke sath dekhne layak hota hai, jise dekhkar aapke bhi rongte khade ho jayenge! Saath hi ghar ka wo dadi-maa ke sath bitaya emotional moment aapke dil ko chu lega.
Agar aapko ye vlog achha laga ho, to please Video ko LIKE, SHARE aur channel ko SUBSCRIBE jaroor karedijiye, taaki aisi hi heartfelt vlogs aap tak pahunchti rahein. Apne vichar comment section me jaroor batayein! 🙏🔥
Har Har Mahadev & Jai Mata Di! 🌺✨