Chiuntiyon Ko Cheeni Dalne Ki Fazilat | Ghar Mein Barkat Aur Sukoon Ka Azmaya Hua Amal*Ant Video
AZ Family Kitchen & Vlogs
0:00 / 0:00
Chiuntiyon Ko Cheeni Dalne Ki Fazilat | Ghar Mein Barkat Aur Sukoon Ka Azmaya Hua Amal*Ant Video
5 просмотров · 3 дн. назад
AZ Family Kitchen & Vlogs
11 подписчиков
5 просмотров · 3 дн. назад
Chiuntiyon Ko Cheeni Dalne Ki Fazilat | Ghar Mein Barkat Aur Sukoon Ka Azmaya Hua Amal
Is video mein maine apna sacha waqia share kiya hai ke jab maine chiuntiyon ko cheeni dalna shuru kiya to mere ghar mein kya barkatein aayin.
Quran Pak mein Surah Namal mein chiunti ka zikar aaya hai aur Hazrat Sulaiman AS ka waqia bhi isi se jura hai. Ye choti si makhlooq bhi Allah ki tasbeeh karti hai. Inko khana khilana aik behtareen sadqa hai.
Is amal ki barkat se ghar mein rizq mein kushadgi, be-sukooni ka khatma aur Allah ki raza hasil hoti hai.
Note: Is video ka maqsad kisi ko mali faide ki guarantee dena nahi, balke sadqa aur neki ki fazilat bayan karna hai. Rizq dene wali zaat sirf Allah ki hai.
Video pasand aaye to Like aur Subscribe zaroor karein.
#chiuntiyonkocheenidalnekifazilat #surahnamal #gharmeinbarkat
---
#chiuntiyokocheenidalna #surahnamalkiBarkat #gharmeinbarkat #rizqmeinizafa #sadqakifazilat #islamiwaqia #chiuntikawaqia #barkatkaraz #islamicwazifa #azmayahuaamal
#ant
#ant