Dukaan Ka Samaan Lene Gye Balli Maran 😂 | Fun In Public 🤣
Amir Malik vlog
0:00 / 0:00
Dukaan Ka Samaan Lene Gye Balli Maran 😂 | Fun In Public 🤣
85 просмотров · 3 дн. назад
Amir Malik vlog
81 подписчик
85 просмотров · 3 дн. назад
😂 Aaj Ke Vlog Mein Gaye Balli Maran Dukaan Ka Samaan Lene! 📦🔥
Aaj ke vlog mein hum gaye Balli Maran dukaan ka samaan lene 🛍️ Wahan jaakar humne kuch samaan kharida aur uske baad maine samaan apne sar par uthakar public ke beech mein funny moments create kiye 😂🤣 Public ke beech aisa fun karne mein bahut maza aaya!
Uske baad jab hum samaan lekar wapas laut rahe the, toh raste mein humein bahut zyada traffic jam mil gaya 🚗😩 Jiski wajah se ghar aane mein kaafi late ho gaye.
Vlog ko end tak zaroor dekhna aur video pasand aaye toh LIKE 👍, COMMENT 💬, SHARE ❤️ aur CHANNEL KO SUBSCRIBE 🔔 karna mat bhoolna!
Aap sabka pyaar aur support hi meri motivation hai ❤️🥹
#AmirMalikVlog #BalliMaran #DailyVlog #FunnyMoments #FunInPublic #ShoppingVlog #IndianVlogger #PublicReaction #HinglishVlog #ViralVlog