Перейти к содержимому

जब जिद पे आ गई पार्वती - शिव गौरा भजन (Jab Zid Pe Aagayi Parvati) Pujya Pt. Omkaar Nath Dubey Ji

Ramdas manas mandali

0:00 / 0:00

जब जिद पे आ गई पार्वती - शिव गौरा भजन (Jab Zid Pe Aagayi Parvati) Pujya Pt. Omkaar Nath Dubey Ji

305 просмотров · 1 день назад
Ramdas manas mandali
4,51 тыс. подписчиков
305 просмотров · 1 день назад
जब जिद पे आ गई पार्वती - शिव गौरा भजन (Jab Zid Pe Aagayi Parvati) Pujya PT. Omkaar Nath Dubey Ji • #JabZidPeAaGayiParvati • #ParvatiBhajan • #ShivParvati • #MaaParvati • #Bholenath • #Mahadev • #ShivBhajan • #HarHarMahadev • #HanumanAnsh Parvati Song from Hanuman Ansh Lyrics: Jab zid pe aa gayi Parvati Samjhaane pahunche Saptarishi Kaay zid kar rai Kaay ko mar rai Aise var ke laane Jaake sees pe Ganga Aur gale mein daare phir rahe saanp Itne seedhe-saade hain, Sab kehte Bholenath… Bholenath Na khapra na chhapra Na phoos ki dhare madaiya Ka khaave ko dharo wahaan Bas rovat rahat ladaiyaa Bhesh dhare avadhoot phire, Ab tumse ka kahe Binnu Dora daangar le ghoomein Ve inke kachhue naiyya Kaay zid kar rai Kaay ko mar rai Aise bar ke laane Jaake sees pe Ganga Aur gale mein daare phir rahe saanp Itne seedhe-saade hain, Sab kehte Bholenath… Bholenath Jataa lataa na kabahu sanwaare Deesat maha bhayankar Moodh pe aadho chanda Aur belaa pe ghoome Shankar Ram naam ke rasiya hain ve Aur unhein kya chaahne Kaamdev ke mardanhaari Ghar-grihasthi kya jaane Are ghar-grihasthi kya jaane Kaay zid kar rai Kaay tap kar rai Aise bar ke laane Jaake sees pe Ganga Aur gale mein daare phir raye saanp Itne seedhe-saade hain, Sab kehte Bholenath… Bholenath