Best Naat Ever | Jab Husan Tha Un Ka Jalwa Numa With Saifi Zikar | MUHAMMAD Rashid Noori
Alnoor Sound System
0:00 / 0:00
Best Naat Ever | Jab Husan Tha Un Ka Jalwa Numa With Saifi Zikar | MUHAMMAD Rashid Noori
3 352 377 просмотров · 4 года назад
Alnoor Sound System
40,6 тыс. подписчиков
3 352 377 просмотров · 4 года назад
JAB HUSN THA UNKA JALWA NUMA NAAT LYRICS
Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa, Anwaar Ka Alam Kya Hoga
Har Koee Fida Hai Bin Dekhe, Deedaar Ka Alam Kya Hoga
Ek Simt Ali Ek Simt Umar, Siddiq Idhar Uthmaan Udhar
In Jug Mug Jug Mug Taraun May, Sarkaar Ka Alam Kya Hoga
Jis Waqt Haleemah Ki Godi, Anwaare Khuda Say Raushan Thi
Us Waqt Haleemah Daee Kay, Ghar Baar Ka Alam Kya Hoga
Jab Inke Gada Bhar Detay Hain, Shahaanay Zamana Ki Jholi
Mohtaaj Ka Jab Yeh Alam Ha, Mukhtaar Ka Alam Kya Hoga
Chahay To Ishaaraun Say Apne, Kaya Hi Palat Day Duniya Ki
Yeh Shaan Hai Unke Ghulamau’n Ki, Sardaar Ka Alam Kya Hoga
Sun Sun Kay Sahaba Ki Batein, Kuffar Musalmaan Hotay Thay
Phir Mere Rasool-E-Akram Ki, Guftaar Ka Alam Kya Hoga
Taibah Say Hawaein Atee Hai Baikal Ko Sukoon Mil Jata Hai
Iss Paar Ka Jab Yeh Alam Hai, Uss Paar Ka Alam Kya Hoga
Facebook :
/ alnoorsoundsystem607
Wahtsapp:
0321-3191206
#AlnoorSoundSystem
#NooriBadshahSarkar
#MUHAMMADRashidNoori
#JabHusanThaUnKa
#NewSaifiNaat2022