❤️ Awarded No.1 Biryani Khaty hi Zeeshan Bhai ko Neend Agayi 😱 Vlog By Muhammad Baig
Muhammad Baig
0:00 / 0:00
❤️ Awarded No.1 Biryani Khaty hi Zeeshan Bhai ko Neend Agayi 😱 Vlog By Muhammad Baig
231 просмотр · 11 дн. назад
Muhammad Baig
578 подписчиков
231 просмотр · 11 дн. назад
Aaj hum test karne gaye Karachi ki award-winning "Naseeb Biryani"! Dekhte hain kya waqai yeh shehar ki No. 1 biryani banne ke qabil hai ya nahi? Sath hi Zeeshan bhai ne biryani khate hi aisi neend li ke sab dekhte reh gaye! 😂
Video ko end tak dekhein aur comments mein batayein ke aap ki nazar mein shehar ki best biryani konsi hai. Channel ko subscribe karna mat bhooliye ga!
📌 Timestamps: 00:00 - Intro & Heading Out
01:03 - Reaching Naseeb Biryani
02:10 - Biryani & Pulao Taste Test
04:50 - Zeeshan Bhai Ka Funny Reaction
06:49 - Guess The Friend Challenge & Outro
#NaseebBiryani #KarachiBiryani #StreetFood #MuhammadBaig #FoodVlog