Перейти к содержимому

Allah Par Tawakkul Ki Taqat 🥺 | My Personal Story & Examples

beingwithumaira

0:00 / 0:00

Allah Par Tawakkul Ki Taqat 🥺 | My Personal Story & Examples

14 просмотров · 12 дней назад
beingwithumaira
333 подписчика
14 просмотров · 12 дней назад
Assalam-o-Alaikum! Aaj ki video mai maine Allah par tawakkul (trust) karne ke baare mai baat ki hai. Jab zindagi mai mushkil waqt aata hai aur lagta hai ke saare raste band ho gaye hain, tab sachay dil se Allah par chorr dena hi tawakkul hai. Is video mai maine apna makhsoos Personal Experience (zati tajurba) aur kuch aisi Real-life Examples (misalein) share ki hain jo aap ki zindagi badal sakti hain aur aap ka Allah par yaqeen mazeed pukhta kar dein gi. Agar video pasand aaye to channel ko SUBSCRIBE zaroor karein aur apne doston ke sath share karein. Allah hum sab ko apne par mukammal tawakkul karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen! #Tawakkul #AllahParYaqeen #PersonalExperience #IslamicVlog #HijabiVlogger #FaithInAllah #IslamicReminders