Перейти к содержимому

NUSRAT FATEH ALI KHAN KAWWALI (aag daman me lag jaigy)‪@zameerkhan4800‬

SAIF ANSARI. 59

0:00 / 0:00

NUSRAT FATEH ALI KHAN KAWWALI (aag daman me lag jaigy)‪@zameerkhan4800‬

252 просмотра · 11 дн. назад
SAIF ANSARI. 59
119 подписчиков
252 просмотра · 11 дн. назад
AAG DAMAN MEIN LAG JAAYE ❤️ | NUSRAT FATEH ALI KHAN | SOULFUL QAWWALI Some voices don't just touch the heart… they become a part of the soul. ❤️🥀 Experience the timeless magic of the legendary Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Sahab with Aag Daman Mein Lag Jaaye, a beautiful and emotional qawwali filled with love, passion, longing, and unforgettable melodies. His extraordinary voice, soulful expressions, and powerful singing continue to touch millions of hearts across generations. 🎤✨ 💔 A Song That Speaks to the Heart 🎵 Song: Aag Daman Mein Lag Jaaye 👑 Legendary Artist: Nusrat Fateh Ali Khan 💿 Album: Shahenshah-E-Qawwal, Vol. 2 📅 Year: 1988 🎼 Genre: Qawwali | Sufi Music | Classical If you love soulful qawwalis, timeless Urdu poetry, and music that expresses the deepest emotions of the heart, this masterpiece deserves a place in your playlist. ❤️ 🌹 Show Your Love for the Legend! 👍 Like this video if Nusrat Sahab's voice touches your heart. 💬 Comment your favourite Nusrat Fateh Ali Khan qawwali below. 🔔 Subscribe for more soulful qawwalis, legendary performances, and timeless music. 📲 Share this video with someone who loves meaningful music. 🎧 Listen with headphones and feel the magic of this legendary voice. ✨ Legends never fade. Their voices live forever. LIRYCS .... Aag Daaman Mein Lag Ja′ay Gi Dil Mein Shola Machal Ja'ay Ga Mera Saagar Na Choona Kabhi, Saathiya Haath Jal Ja′ay Ga Mere Ashq Bhi Hain Is Mein, Yeah Sharaab Ubal Na Ja'ay Mera Jaam Choonay Walay, Tera Haath Jal Na Ja'ay Aik Din Woh Zaroor Aa′in Gay, Dard Ka Saya Tal Ja′ay Ga Is Zamanay Ki Parwa Nahi, Yeah Zamana Badal Ja'ay Ga Aa Gaya Mera Aankhon Mein Dam, Ub Jo Jalwa Dikha Di Jiyeah Aap Ki Baat Reh Ja′ay Gi, Mera Armaan Nikal Ja'ay Ga Besabab Hum Say Rootho Na Tum, Yeah Larai Buri Cheez Hai Yeah Ada Hai Ya Dil Ka Jalana, Hum Manatay Hein Tum Roothtay Ho Hum Jo Roothay To Pashtao Gay Tum, Rooz Tum Ko Manana Paray Ga Milna Hai Jo Ghairoon Say To Phir Saaf He Keh Do, Yoon Rooth K Janay Ka Bahana Nahi Acha Besabab Hum Say Rootho Na Tum, Yeah Larai Buri Cheez Hai Sulah Ker Lo Khuda K Liyeah, Yeah Bura Waqt Tal Ja′ay Ga Mai Kashoon Us Nazar Ki Suno, Keh Rahi Hai Wo Shola Badan Mein Nahi Jaam Mein Aag Hai Jo Pi Jiyeah Woh Jal Ja'ay Ga Koi Aanso Nahi Aankh Mein Baat Ghar Ki Abhi Ghar Mein Hai Tum Jo Yoon He Satatay Rahay Dard Aashiqoon Mein Dhal Ja′ay Ga Duur Hein Jab Talak Tum Say Hum Kaisay Hoga Mudawa E Gham Aik Dafa Tum Milo To Sanam Gham Khushi Mein Badal Ja'ay Ga outro Gar Yoon Hi Ghar Mein Baithay Raha Maar Daalay Gi Tanhaiyaan Chal Zara Mai-Kaday Mein Chalein Ay Fanaa Dil Behal Ja'ay Ga