Writing EVERY Subscriber's Name in my Minecraft World!
Arjun Basnet
0:00 / 0:00
Writing EVERY Subscriber's Name in my Minecraft World!
173 просмотра · 2 нед. назад
Arjun Basnet
231 подписчик
173 просмотра · 2 нед. назад
Writing EVERY Subscriber's Name in my Minecraft World!
#minecraft #gaming #entertainment
Mera Minecraft Survival World ab sirf mera nahi... yeh AAPKA hai! 🌍🔥
Welcome back guys! Aaj ki video bohut hi special hai kyunki maine apne main Minecraft Survival world mein ek epic 'Subscriber Area' banaya hai. Aaj se main apne HAR EK naye subscriber aur best commenter ka naam apne is survival world mein hamesha ke liye likhne wala hoon! Humara agla target hai jaldi se 1,000 Subscribers hit karna! 🎯
👇 APNA NAAM MINECRAFT MEIN KAISE LIKHWAYEIN? 👇
1️⃣ Is channel ko abhi SUBSCRIBE karein! (Jaldi se red button daba do)
2️⃣ Niche Comment section mein Apna Name likhoo.
Main apni aane wali har video mein random comments aur naye subscribers ke naam uthaunga aur unhe apne is world mein ek special signboard dunga! Dekhte hain sabse pehle yahan kiski entry hoti hai! 👀
🔔 Agar yeh idea aur video pasand aayi toh LIKE zaroor karna aur apne Minecraft wale doston ke sath share karna!
🎮 About This Video:
Is video mein maine apne survival world mein wo special jagah dikhayi hai jahan aap sabke naam aane wale hain, aur sath hi apne kuch 'OG' subscribers (jo humesha comment karte hain) unke naam sabse pehle likhe hain!
Thanks for watching 🙏