Перейти к содержимому

Salamat Salamat Rahe Mera Pakistan | Rahay Salamat Pakistan | A Tribute to Quaid-e-Azam | Tablo

Pakistani Rang

0:00 / 0:00

Salamat Salamat Rahe Mera Pakistan | Rahay Salamat Pakistan | A Tribute to Quaid-e-Azam | Tablo

6 766 просмотров · 6 л. назад
Pakistani Rang
1,14 тыс. подписчиков
6 766 просмотров · 6 л. назад
Students perform a beautiful Tablo on Salamat Salamat Rahe Mera Pakistan in a playground which is a tribute to Quaid e Azam on Quaid Day. Watch Full video and appreciate Students by subscribing to our channel. #Salamat #Rahe #Mera #Pakistan Salamat Rahay Watan ya elaahi salamat rahay Salamat rahay ta qiamat rahay Sada is kay dushman ko aayay zawal Sada is ka dushman rahay payemaal Sada ki taaqat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Chamakta hua chand tara rahay Buhat ucha parcham hamara rahay Sada shaan shokut salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Watan ko sajayain muhab-e-watan Nazar ayain har su chaman hi chaman Hamari yeh jannat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Elaahi hamain azam-o-tanzeem day Watan ki muhabbat ki taleem day Teri hum peh rehmat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay Hamara watan sab ko pyara rahay Watan ko hamara sahara rahay Har achi qiadat salamat rahay, salamat rahay ta qiamat rahay. Sabz Parchum Hamara Sabz parcham hamara salamat rahay Sab ko matloob is ki hifazat rahay Harf-e-izzat peh is ki nah aaye kabhi Is ko hasil khuda ki amanat rahay Sabz parcham hamara salamat rahay Is kay naghmaat din raat gayain gay hum Chand taray ki barhayin gay hum Is ki barkut say rahay zindgi ka maza Is kay saye mein aaram payain gay hum Sabz parcham hamara salamat rahay Is ki asmat barhatay rahain gay sada Is ki shokat barhatay rahain gay sada Is ko lehrayain gay aasmanon peh hum Is say nisbat barhatay rahain gay sada Sabz parcham hamara salamat rahay Is moqaddas amanat kay hum hain amen Yeh ilam hath say chut sakta nahi Is ilam hath say chut sakta nahi Is kay dilkash nazaray ki kia baat hai Fakhar say keh rahi hai watan ki zameen You can also Different performances on our channel some of are Students Performance on Daanah Pah Daanah    • Students Performance on Daanah Pah Daanah ...   Students Performance On | Har Dil ki Awaz - Pakistan Zindabad    • Students Performance On | Har Dil ki Awaz ...   Beautiful Dance Performance On Aa Kariye Pyar Diyan Galan    • Beautiful Dance Performance On Aa Kariye P...   If you like our video please don't forget to like, share and subscribe to our channel. Also, Follow us on: Facebook:   / officialpaki.  . Instagram:   / pakistani_r.  . Twitter:   / pakistanirang   if you have any questions or comments related to our video or channel, please don’t hesitate to contact us. https://www.pakistanirang.com/ admin@pakistanirang.com