Ya Nabi Salam Alayka (International Version) | Vocals Only - Syed Imran Mustafa
SIMA Records
0:00 / 0:00
Ya Nabi Salam Alayka (International Version) | Vocals Only - Syed Imran Mustafa
491 675 просмотров · 9 лет назад
SIMA Records
153 тыс. подписчиков
491 675 просмотров · 9 лет назад
Connect:
www.fb.com/syedimranmustafalattari
www.twitter.com/syedimranmustaf
Instagram/syedimranmustafa
What'sapp: +918977352201
Thanks For Watching this Video.
Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasool Salaam Alaika
Ya Habeeb Salaam Alaika
Salawa Tulla Alaika.
Naaz Ke Paalon Ka Sadqa
Dukh Bhare Naalon Ka Sadqa
Karbala Waalon Ka Sadqa
Bheek Do Laalon Ka Sadqa.
Aapke Rutbe Bade Hain
Ham Gunahon Me Pade Hain
Baqshdo Jitne Khade Hain
Ham Yahan Chote Bade Hain.
Door Ho Gham Ka Kinaara
Sarware Aalam Khudara
Dijiye Jaldi Sahara
Paar Ho Beda Hamara.
Sadqa Do Maula Ali Ka
Sadqa Do Maa Fatima Ka
Sadqa Do Maula Hasan Ka
Sadqa Do Maula Hussain Ka.
Sadqa Do Ghousul Wara Ka
Sadqa Do Khwaja Piya Ka
Sadqa Do Usman Harooni Ka
Sadqa Do Kul Auliya Ka.
Jaankani Ke Waqt Aana
Ambari Zulfein Sunghana
Chehra E Anwar Dikhana
Kalma E Tayyib Padhana.
Jaan Kar Kaafi Sahara
Leliya Hai Dar Tumhara
Khalq Ke Waaris Khudara
Lo Salaam Ab To Hamara.