धरातल से 12 फीट नीचे रहस्यमयी शिवलिंग! पानी में हाथ डालकर मिले बाबा दुग्धेश्वरनाथ के दर्शन 🙏।
Shikha Singh
0:00 / 0:00
धरातल से 12 फीट नीचे रहस्यमयी शिवलिंग! पानी में हाथ डालकर मिले बाबा दुग्धेश्वरनाथ के दर्शन 🙏।
257 просмотров · 2 недели назад
Shikha Singh
905 подписчиков
257 просмотров · 2 недели назад
धरातल से 12 फीट नीचे राहमयी शिवलिंग! पानी में हाथ डालकर मिले बाबा दुग्धेश्वर नाथ के दर्शन 🙏 | Shikhas Safarnama
Har Har Mahadev dosto! 🙏
Jaisa ki maine aap sabse vada kiya tha, aaj mere '4 Somwar, 4 Mahadev Mandir' challenge ke aakhiri aur chauthe somwar ko Bholenath ne mujhe bulaya Deoria (Rudrapur) ke paawan Baba Dugdheshwar Nath Mandir mein, jise 'Chhota Kashi' bhi kaha jata hai.
Yahan bhole baba ka divya swayambhu shivling dharatal se poore 12 feet neeche sthit hai aur Ujjain ke Mahakaleshwar ka up-jyotirlinga maana jata hai. Kal bheed aur Rudra Abhishek ki wajah se poora gaddha jal se bhara hua tha, aur maine paani ke andar ek haath se bhi gehra haath daalkar Baba ka divya sparsh kiya!
Is video mein maine mandir ka bhavya mela, campus ke andar lakdi ke chulhe par khana banane ki anokhi parampara, peeche ki khubsurat jheel aur ban rahe naye safed mandir ke darshan karwaye hain.
Agar aapko Sikha Safarnama ka yeh safar accha laga ho toh video ko like karein, doston ke saath share karein aur channel ko subscribe karna bilkul na bhoolein!
1st Monday Challenge • “सावन के पहले सोमवार भोलेनाथके दरबार में 🙏...
2nd Monday Challenge • इस महादेव मंदिर का रहस्य आपको हैरान कर देग...
3rd Monday Challenge • क्या सच में बढ़ रहा है इस शिवलिंग का आकार?...
#DugdheshwarNathMandir #DeoriaTourism #ChhotaKashi #MahadevChallenge #ShikhasSafarnama #RudrapurDeoria #BholenathKaBulawa #TravelVlog