Navmi Par Kanya Pujan 🙏Pyari Baatein Aur Navratri Ki Vidai | LIVE
Sunil Chopta House
0:00 / 0:00
Navmi Par Kanya Pujan 🙏Pyari Baatein Aur Navratri Ki Vidai | LIVE
857 просмотров · Трансляция закончилась 1 дн. назад
Sunil Chopta House
446 подписчиков
857 просмотров · Трансляция закончилась 1 дн. назад
Jai Mata Di! 🙏🌺 Is live mein Navratri ki Navmi par ghar mein kanya pujan kiya. Kanyaon ko bulane nikla, unhe ghar lekar aaya aur unke liye poori, halwa aur chane ka prasad banaya.
Prem se bhojan karaya, unka aashirwad liya aur unke saath kuch meethi-meethi baatein bhi hui. Bachchon ki masoomiyat ne in palon ko aur bhi pyara bana diya. ❤️
Bhakti aur apnepan se bhare ye pal live mein apni YouTube family ke saath saanjha kiye. Naye saathiyon ka swagat hua aur sabke saath baatcheet karte hue Navratri ko vida kiya.
Maa Durga sabke ghar mein sukh, shanti aur khushhali banaye rakhein. 🙏 Aapke yahan kanya pujan kaise hota hai? Comment mein zaroor batayein.
Navmi kanya pujan, Navratri kanya pujan, kanya bhoj at home, kanjak pujan, poori halwa chana prasad, Navratri ki vidai, ghar mein kanya pujan, kanya pujan live, Jai Mata Di, Durga Navami puja, Navratri family vlog, Hindi devotional live, Sunil Bahuguna live, Sunil Chopta House
#KanyaPujan #Navratri #JaiMataDi #KanyaBhoj #NavratriKiVidai #SunilBahuguna
Sunil Bahuguna | Chopta House