Перейти к содержимому

Surah Kausar, Ikhlas, Fatiha Se Ab Har Murad Puri | Rizaq Aur Kamyabi Ka Amal | Aaj ka Wazifa

Rahil Islamic Voice

0:00 / 0:00

Surah Kausar, Ikhlas, Fatiha Se Ab Har Murad Puri | Rizaq Aur Kamyabi Ka Amal | Aaj ka Wazifa

931 просмотр · 2 недели назад
Rahil Islamic Voice
4,11 тыс. подписчиков
931 просмотр · 2 недели назад
Surah Kausar, Ikhlas, Fatiha Se Ab Har Murad Puri | Rizaq Aur Kamyabi Ka Amal | Aaj ka Wazifa Asalam-o-Alaikum! Is video mein hum aapko Surah Kausar, Surah Ikhlas, aur Surah Fatiha ka ek nihayat hi mujarrab aur khas wazifa batayenge. Ye teeno azeem surtein Quran Pak ki wo barkat wali surtein hain jin ki tilawat se har mushkil asaan ho jati hai aur har jayez murad puri hoti hai. Agar aap rizaq ki tangi, karobar mein rukawat ya kisi bhi pareshani ka shikar hain, to is amal ko poore yakeen ke sath karein. InshaAllah, Allah ke hukum se aap ki har dua qabool hogi aur kamyabi aap ke qadam choome gi. Video ko mukammal dekhein taake aap ko parhne ka sahi tariqa aur khas tarteeb maloom ho sakay. ✅ Is Video Mein Aap Janenge: 1. Surah Kausar, Ikhlas aur Fatiha ka khas amal. 2. Rizaq mein barkat aur har murad puri hone ka tarika. 3. Mushkilat se nijaat ka rohani hal. 🌟 Video achi lage to Like karein, apne doston ke sath Share karein aur mazeed rohani wazaif ke liye hamara channel Subscribe karein. #Wazifa​ #SurahKausar​ #SurahIkhlas​ #SurahFatiha​ #RizqKiDuas​ #IslamicWazaif​ #KamyabiKaAmal​ #UrduWazaif​ #Wazifa​ #SurahKausar​ #IslamicAmal​ #RizqKaWazifa​ #Kamyabi​ #SurahIkhlas​ #SurahFatiha​ #SuccessWazifa​