Перейти к содержимому

Crispy & Khasta Mathri Recipe | एकदम करारी मठरी घर पर बनाने का आसान तरीका | Tea Time Snack#recipe

Quickbites.withneha

0:00 / 0:00

Crispy & Khasta Mathri Recipe | एकदम करारी मठरी घर पर बनाने का आसान तरीका | Tea Time Snack#recipe

500 просмотров · 2 нед. назад
Quickbites.withneha
413 подписчиков
500 просмотров · 2 нед. назад
Aaj banayenge ekdum karari, crispy aur khasta Mathri 😍 Jo bite karte hi perfect crunch de! Is video mein maine step-by-step bataya hai ki mathri ka dough kaise prepare karna hai, moyan kaise check karna hai, dough ko kitni der rest dena hai aur mathri ko perfect crispy banane ke liye kis flame par fry karna hai. Is mathri mein maine maida, suji, kasuri methi, ajwain, kalonji, hing aur ghee ka use kiya hai. Suji aur perfect moyan ki wajah se mathri ka texture bahut hi khasta aur crispy aata hai. The most important part is frying — mathri ko high flame par fry nahi karna hai, warna bahar se golden ho jayegi but andar se kacchi reh sakti hai. Isliye ise patiently medium-low flame par fry karein for that perfect crunch. ❤️ Ye homemade mathri chai ke saath evening snack ke liye perfect hai aur aap ise airtight container mein store bhi kar sakte hain. Agar aapko meri easy homemade recipes & traditional Indian snacks pasand hain, toh video ko Like karein, Comment karke batayein aur channel ko Subscribe zaroor karein. ❤️ #MathriRecipe #KhastaMathri #CrispyMathri #Mathri #TeaTimeSnacks #IndianSnacks #HomemadeSnacks #NamkeenRecipe #EasySnackRecipe #CrispySnacks #quickbites.withneha #neharecipe #quickbiteswithneha mathri recipe, khasta mathri, crispy mathri recipe, karari mathri, mathri banane ki recipe, homemade mathri, tea time snack, indian snacks, namkeen recipe, easy mathri recipe, suji mathri, maida mathri, crispy snacks, evening snacks, chai ke saath snacks, homemade namkeen, traditional mathri, crispy khasta mathri