Перейти к содержимому

ये मेरा प्रेमपत्र | Mohammed Rafi | Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Raj Kapoor | Sangam Movie Song

Rafi Ke Gaane

0:00 / 0:00

ये मेरा प्रेमपत्र | Mohammed Rafi | Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Raj Kapoor | Sangam Movie Song

2 334 769 просмотров · 11 месяцев назад
Rafi Ke Gaane
431 тыс. подписчиков
2 334 769 просмотров · 11 месяцев назад
ये मेरा प्रेमपत्र | Mohammed Rafi | Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Raj Kapoor | Sangam Movie Song ✨ Song Name : Yeh Mera Prem Patra Padhkar, Ke Tum Naaraz Na Hona 🎤 Singer : Mohammed Rafi 🎼 Music Director : Shankar–Jaikishan 🖋️ Lyricist : Hasrat Jaipuri 🎬 Movie : Sangam (1964) ⭐ Cast : Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Raj Kapoor 🎥 Director : Raj Kapoor Lyrics of Yeh Mera Prem Patra Padhkar, Ke Tum Naaraz Na Hona - ये मेरा प्रेमपत्र पढ़ कर के तुम नाराज़ ना होना meharbaan likhu, hasina likhu ya dilruba likhu hairan hu ki aapko is khat me kya likhu ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe suraj mai kahta tha magar usme bhi aag hai tujhe itna hi kahta hu ki mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai, tumse pyaar hai ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tu dil ke paas hai itni tujhe apna mai samajhunga agar mara jaau ruh bhatakegi tere intzar me intzar me, intzar me ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho #mohammedrafi #rajendrakumar #vyjayantimala #shankarjaikishan #hasratjaipuri #oldhindisongs #RomanticSongs #bollywoodclassics