kateel vlogकटील मंदिर का रहस्य | मधुमक्खी बनके माता दुर्गा ने कैसे किया अरुणासुर का वध? | Kateel ...
Suraj verma vlogs
0:00 / 0:00
kateel vlogकटील मंदिर का रहस्य | मधुमक्खी बनके माता दुर्गा ने कैसे किया अरुणासुर का वध? | Kateel ...
74 просмотра · 5 дн. назад
Suraj verma vlogs
524 подписчика
74 просмотра · 5 дн. назад
जय माता दी! 🙏
Mangalore ke paas Nandini Nadi ke beech me sthit Kateel Shri Durgaparameshwari Mandir ka ek adbhut rahasya hai jise bahut kam log jante hain!
Kya aap jante hain jab Rakshas Arunasur ko vardaan mila ki use koi dev, manushya ya 2-4 pair wala jeev nahi maar sakta, tab Maa Durga ne kaise uska vadh kiya?
Is video me janiye:
👉 Arunasur kaun tha aur usne Brahma ji se kya vardaan liya tha?
👉 Devtaon ne Maa Parvati se kyu prarthana ki?
👉 Maa Durga ne Bhramari Devi ka roop lekar lakhon madhumakhiyon (honey bees) se kaise kiya Arunasur ka ant?
👉 Kateel Mandir ki sthapana kaise hui aur yahan Nandini nadi ka kya mahatva hai?
Ye kahani hai Shakti, bhakti aur Maa ke Bhramari avatar ki!
Video pasand aaye to LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE karna mat bhulna!
📍 Temple Location: Kateel, Dakshina Kannada, Karnataka
🙏 Main Deity: Shri Durgaparameshwari as Bhramari / Mohini
#KateelTemple #Durgaparameshwari #Arunasur #BhramariDevi #MadhumakhiWaliMata #MangaloreTemple #DurgaMaa #HinduMythology #TempleMystery #karnatakatemples
#kateel #kateeltemple #durgaparameshwari #arunasur #bhramaridevi #durgamaa #navratri #mysterytemple #mangalore #karnataka #hinduism #sanatandharmaupay
THANK YOU......
Music: Compass Rose by BlauDisS / blaudiss
License: Creative Commons — Attribution 3.0 Unported — CC BY 3.0
Free Download / Stream: https://links.al/v8w
Music promoted by Audio Library: https://links.al/youtube