मेरठ का वो रास्ता जहाँ रात 2 बजे के बाद कोई नहीं बचता. | Horror Podcast
MT Show
0:00 / 0:00
मेरठ का वो रास्ता जहाँ रात 2 बजे के बाद कोई नहीं बचता. | Horror Podcast
1 093 просмотра · 3 мес. назад
MT Show
3,56 тыс. подписчиков
1 093 просмотра · 3 мес. назад
मेरठ का वो रास्ता जहाँ रात 2 बजे के बाद कोई नहीं बचता. | Horror Podcast
MEERUT HORROR FILES: Raat Ka Safed Saya Aur Shmashan Ka Khauf! ft. Ankit Pal 💀
Dosto, aaj ke is khaufnak episode mein hamare saath hain Ankit Paul, jo share kar rahe hain Meerut ke sabse haunted ilaakon aur shmashan ghat ki wo sachhi ghatnaon ke anubhav, jinhe sunkar aapki rooh kaamp jayegi. Agar aapko lagta hai ki horror sirf kahaniyon mein hota hai, toh ye podcast aapka darr se samna karwayega!
Is Episode Mein Aap Sunenge:
💀 Meerut Highway Ka Safed Saya: Raat ke 2 baje bypass road par dikhne wali wo ajeeb aakriti jiske haath-pair insaano jaise nahi chal rahe the.
💀 Shmashan Ka Aghori Baba: Ek aisa tantrik jo chitaon ke beech baithkar sharab aur khaufnak tareeqe se apni kriyaen karta tha.
💀 Shmashan Mein Bakchodi Ki Saza: Daru ke nashe mein dosto ke saath fun aur photos click karne ke liye shmashan ghat ghusne ka wo bhayanak anjaam, jiske baad sapno mein sirf jalti chitaen dikhne lagin.
🎧 Headphones laga lo, lights off kar do... aur suno agar himmat hai toh!
📌 Follow Us For More Horror Episodes:
👉 Instagram: Mtshow037
Like, Share aur Subscribe karna mat bhoolna agar aapko desi horror kahaniyan pasand hain!
#HorrorPodcast #MeerutHaunted #AnkitPal #ShmashanKaKhauf #DesiHorror #GhostStories #IndianHorror #Raat2Baje