Gharpe Banayi Bazaar Jaisi Chaat Aur Tikki 😋
Pinky Di Rasoi
0:00 / 0:00
Gharpe Banayi Bazaar Jaisi Chaat Aur Tikki 😋
54 977 просмотров · 10 ч назад
Pinky Di Rasoi
209 тыс. подписчиков
54 977 просмотров · 10 ч назад
Namaste Dosto! 👋❤️
Aaj Pinky Di Rasoi Mein Banayi Hai Ghar Pe Bazaar Jaisi Chaat Aur Tikki 😍🥔😋❤️
Is Video Mein Aap Dekhenge Ghar Par Bazaar Jaisi Crispy Aloo Tikki Aur Chatpati Chaat Banane Ka Mazedaar Tarika 🤤. Aloo Se Bani Crispy Tikki Ke Saath Chane, Papdi, Dahi, Hari Chutney, Khatti Meethi Chutney Aur Upar Se Barik Sev, Anar Aur Chaat Masala Ka Combination Is Chaat Ko Aur Bhi Mazedaar Bana Deta Hai! 😋❤️
Ingredients:
Aloo Pyaaz Tamatar Chane Papdi Dahi Barik Sev Cornflour Hari Mirchi Hara Dhaniya Anar Hari Chutney Khatti Meethi Chutney Chaat Masala
Agar Aapko Yeh Recipe Pasand Aaye Toh LIKE 👍, SHARE 🔁 Aur SUBSCRIBE ❤️🙏 Zarur Karein!
\#pinkydirasoi #chaat #alootikki #chaatrecipe #alootikkirecipe #streetfood #indianfood #homemaderecipe