Chalo bulawa aaya h 🙏mata ne bulaya h#full of entertainment #twins baby #enjoyment
Priya saraswat vlogs
0:00 / 0:00
Chalo bulawa aaya h 🙏mata ne bulaya h#full of entertainment #twins baby #enjoyment
65 просмотров · 6 дней назад
Priya saraswat vlogs
310 подписчиков
65 просмотров · 6 дней назад
Chalo bulawa aaya h 🙏mata ne bulaya h#full of entertainment #twins baby #enjoyment
@priyakapariwar1
hello doston namaskar Radhe Radhe Jay Shri Krishna Jay Mata Di kaise hain aap sab log ummid karte Hain sab acche honge Priya ke Parivar mein aapka swagat hai friend friends is blog mein maine aapko dikhaya hai ki subah uthkar jhadu pochha sari saaf Safai kar kar bacchon ko nahlaya laane ke bad khodna high aur uske bad Puja Kari Ghar mein aarti Kari FIR Mera aaj ka vrat tha to vrat ke liye kaju vagaira tale vah khae bacchon ko khana khilaya FIR Achanak se bacchon ko khila pilakar sulakar FIR Achanak se akele baithkar Man mein aaya ki aaj kyon Na bhadrakali Darshan kiye jaaye Mata Rani Ne man mein bhav layaha bhadrakali ke darshan karne jaen Virat ke Daddy ki chhutti thi Virat ki bhi chhutti Thi to Ham sab log Achanak se main niche Gai maine bola bhadrakali jana hai to vah taiyar ho gaye aur FIR ham ham log bhadrakali gaye ake humne vahan par dekha ki bahut sare log Bhandara kar rahe hain kafi bheed Hai log Mata ke bhajanon per khoob dance kar rahe hain khoob enjoy Kiya Mata ke bahut acche Darshan hue Mata bhadrakali aap per sabhi per bahut acchi kripa banaen Ham per bhi banai Dekho hamen bhi unhone Achanak bula liya AAP sab Ko bhi bulaen bahut acchi Mata Hai vah Sari manokamna Puri karte hain aap log bhi jaaiye aur Darshan karke aaiae vaise to hamare block mein aapko Darshan Ho jaenge to aap bhi Koi bhi manokamna mangenge to jarur Puri hogi Mata Rani Kare Kya aap sab ki jindagi mein bahut sari khushiyan Aaye aur aap hamare block ko aise hi support banaa kar rakhi hai friends FIR ham log acche se Darshan karne ke bad bhole Baba ke mandir mein Gaye bahut bade Nandi Baba the vahan per FIR main raste mein Hi matlab bhatak Gai aur yah log mujhse alag Ho Gaye main alag aur mera Parivar alag Ho Gaya yah sab maine aapko block mein dikhaya Hai FIR main gadi ke pass Aakar khadi Ho Gai vahan per bacchon Ne khaya Bhandara kyunki Main to nahin kha Pai Mera vrat tha FIR ham log ghar per Aaye Ghar per Aarti Kari uske bad FIR humne Maine vrat ka khana banaya aur FIR Maine khaya bacchon ko khilaya uske bad Arun ke sath🙏 masti Kari FIR is block ka yahin per add kiya to friends yahan per aapko Mera block Kaisa
lagta Hai please jarur bataiye like Karen subscribe karte rahiye friends mujhe support kariye thanks for watching
@priyakapariwar1
thank for watching
like, share and subscribe 🙏