Перейти к содержимому

Indus Valley civilization #rakhigarhi #video

Suraj vlogs hansi

0:00 / 0:00

Indus Valley civilization #rakhigarhi #video

75 просмотров · 13 дн. назад
Suraj vlogs hansi
118 подписчиков
75 просмотров · 13 дн. назад
harappa sabhyata vishav ki sabse purani sabhayatao me se ek hai , ye sabyata India ke kyi place per mili h jaise Gujrat ka dholavira or lothal rajasthan ka kalibanga or haryana me mithathal or apne hansi ka rakhigarhi sabyata waise sabse pehle Khoja gya stan harrapa tha jis karan ise harappa civilization kaha gya ye Pakistan or Afghanistan jaise deso tak faila hua h magar hamare bharat me bahut se place mile hai yaha se purane jamano ki mohar , batt , sike , murtiya or matke, kankal or chudiyo ke avses mile h but scientific taur pe scientist rakhigarhi sabyata ko visav ki sabse purani sabyata mante hai