Перейти к содержимому

Commercial Biryani Bana Kar Bechi | Faida Hua Ya Nahi? 😮

TARA SITARA KITCHEN VLOGS

0:00 / 0:00

Commercial Biryani Bana Kar Bechi | Faida Hua Ya Nahi? 😮

261 просмотр · 9 дн. назад
TARA SITARA KITCHEN VLOGS
846 подписчиков
261 просмотр · 9 дн. назад
#dailyvlog #Biryani #pakistanivlogger #BiryaniBusiness #KitchenVlog Assalam o Alaikum ❤️ Welcome back to Tara Sitara Kitchen Vlogs 🌸 Aaj ke is chotay se daily vlog mein aap ke saath share kiya hai hamare din ke kuch pyaray se moments. 🥰 Sab se pehle ghar ke bahar gaaye aur bakriyon ka rewar charte hue nazar aaya. Phir hum ladies shop par dresses dekhne gaye aur us ke baad bari baat — hum ne commercial biryani bana kar sell karne ka experience bhi share kiya! 🍛 Biryani ka response to acha mila, lekin jab hum ne hisaab lagaya to koi khaas faida nahi hua. Is experience se humein kaafi kuch seekhne ko mila. Aakhir business mein sirf sale hona hi nahi, profit hona bhi zaroori hai! Aap video dekhein aur comments mein zaroor batayein ke aap ke khayal mein humein dobara biryani sell karni chahiye ya nahi? ❤️ Video pasand aaye to Like karein, channel ko Subscribe karein aur apni pyari si rai comments mein share karein. Thank you for watching! 🌷 Channel: Tara Sitara Kitchen Vlogs #DailyVlog #Biryani #PakistaniVlog #BiryaniBusiness #KitchenVlog